Posts

Showing posts from November, 2017

Shayari

1. Tere jane ke bad kosis to bhot ki tujhe bhulane ki,     Lekin kya kare meri ankho me tere chehre ka noor is kadar utra hai.     Kosis v kru to ankho Me mere wo hasta chehra jhalakta. 2. Meri Hatho mein kalam ka tajurba itna hai,     Likhta hatho se hu alfaz Dil se hote hai. 3. Alfaaz dena Chahta hu teri batoon ko     kambakth ye teri yaad itna dard deti hai.     Ki ankhe rukti nhi and hath chalte nahi. 4. Unke dard me ish kadar mashrook hue ham.     Chot unko lagi, dard humko hua.     Anke meru royi farq unko na pada     kaise byan karte hum aone dard ko.     SBas kalam ke jariye dard ko alfaaz dediya.